Poem लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Poem लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

मंगलवार, 21 फ़रवरी 2023

Sarkari Job Par Kavita Video | सरकारी जॉब पर कविता

 यहाँ नीचे दिए वीडियो में सरकारी जॉब पर कविता प्रस्तुत की गई है। यह कविता आपको निश्चित रूप से मजेदार लगेगी। कविता आज के वक्त में सरकारी जॉब पर एक प्रकार का व्यंग्य है। आप बिज़नेस से जुड़े नीचे दिए गए लिंक भी देख सकते हैं 

Read - सबसे कम लागत वाले बिजनेस

Read - कौनसा बिजनेस करें

Sarkari Job Par Kavita Video | सरकारी जॉब पर कविता

सरकारी नौकरी एक बहुत बड़ा सपना युवाओं का होता है और इसे पूरा करना बिलकुल भी आसान नहीं होता है। इसके लिए कहीं प्रकार के पापड़ एक युवा को बेलने पड़ते हैं। तब जाकर कहीं जाकर युवा को सरकारी नौकरी मिलती है। 

Visit - God Bharai Sandesh

Visit - How to Refresh Blood

Visit - Dil Par Kavita

Kavita Sarkari Job 

Watch Youtube Video 

Watch - Marriage Anniversary Kavita

Watch - Kisan Par Kavita

शनिवार, 23 जनवरी 2021

Dil Par Kavita : दिल पर कविता

 Dil Par Kavita


Dil Par Kavita


Ye Dil Bada Hi Gustakh Hai
Jyada Fislega To Rakh Hai

To Sambhal ke Rakhiye
Katil Nigahon se Bacha ke Rakhiye

Kyonki Ye Dil Aapka Bachcha Hai
Akl se ji Thoda Kachcha Hai


Ban Jata Kabhi Yah Dil Prem Kavita
To Padhata hai Kabhi Geeta

Kabhi Dhundhta Hai Aapke Liye Site
Naa Jane kya Hara, Jane Naa kise hai Jeeta

Dil Par Aapaka Sachcha Meet Hai
Baj Raha Hai Jis Par Zindagi Ka Geet Hai

Aisa Geet Jis Par Thirak Raha Hai Aapka Jivan
Aur Aik Din Jo Dega Aapko Aapka Sanam


दिल पर कविता


DIL BADA HI JHANDU HOTA HAI
ISHQ KAR LE TO BAHUT ROTA HAI

SO AAP KISI SE DIL NAA LAGAYE
ISE ACHCHA HAI KAHANI SUNAYE

UN SABHI KO JO DIL KE DUSHMAN HAI
AUR UNKO BHI JISKE DIL MEN GAM HAI

DIL KI DUKAN MEN KAID HAI DHERO KISSE
KAHI CHIPA KHUSHI KA KHJANA KAHIN GAM KE HISSE


Dil ka Kissa bada hi ajiba, ishq karnaa asaan hai. Par ishq ka bhula pana utna hi mushkil hai. Jivan men Hajaron gam hai .Lekin ishk ka gam sabse bhari hai. kyonki uska asar sabse jyada dil par hota hai.









मंगलवार, 15 सितंबर 2020

Zindagi Par Kavita | LIfe Par Hindi Poems | Jivan Par Hindi Poetry

दोस्तों जिंदगी अपने आप में एक ख़ूबसूरत किताब है। जिसका हर पन्ना ढेरों कहानियों से भरा है। इस जिंदगी को पूरे आनंद के साथ हमें जीना चाहिए। 
Doston, Zindagi apane aap men ak khubusoorat Kitab Hai. Iska Har Panna Dheron Kahaniyon se Bhara Pada Hai. Hame Is Zindagi Ko Pure Aanand ke sath jeena chahiye.

Zindagi Par Kavita




Zindagi Par Kavita


ज़िन्दगी को जानी जीले तु प्यार से।
दूर होकर देख इसे थोड़ा घरबार से। 

दिखेगा सब कुछ तुझे इस जीवन के संग।
हर तरफ बिखरे मिलेंगे सुख दुःख  के रंग।

इन्ही रंगों में लिपटा जीवन, जिसमें है तु भी एक। 
कभी बहाये मौत पे आंसू कभी काटे जनम का केक।।

सब कुछ तेरे सामने फिर भी हैरान परेशान। 
तेरी यह जिंदगी तो बस एक सराय का मकान।।

जिसमें आयेगें कहीं लोग  साथ तेरे चलने को।
कुछ रहेगें संग कुछ पल, फिर जाएंगे निकलने को। 

और एक दिन तु भी चला जायेगा सब कुछ छोड़।
क्यों कर रहा है पगले फिर लाभ हानि का जोड़ तोड़।

जीवन तो नाम बस लेते रहो आनंद। 
आनंद से देखोगे तो पाओगे परमानन्द।।


जीवन का आनंद वैराग्य से जन्म लेता है। जो व्यक्ति जितना सांसारिक होता है। उस व्यक्ति का जीवन उतना ही ज्यादा दुखद दुःखद होता है। वह भली प्रकार से जीवन की सुंदरता को देख ही नहीं पाता।

Jivan Par Hindi Poetry



Kavita - Zindagi Ki Hakikat


ज़िन्दगी की नाव देखो ले रही है हिचकोले 
हिचकोले में मन डोले कभी तन डोले 
Zindagi Ki Nav Dekho Le Rahi Hai Hichakole
Hichkole men Man Dole Kabhi Tan Dole

डोले सारा जीवन थाम के पगडंडी
फिर कभी टेम्पल कभी सब्जीमंडी 

Dolo Sara Jivan Thaam Pagdandi
Fire Kabhi Mandir Fire Kabhi Sabjimandi

सब्जी मंडी के आलू से धरती का भूगोल 
समझाए बार बार ज़िन्दगी है गोल 

SabjiMandi Ke Aalu se Le Dharti ka Bhugol
Samjhaye Bar Bar Zindagi hai Gol Gol

गोल गोल ज़िन्दगी देखो रुलावे ज़िन्दगी को मनी 
गरीब भी बेहाल मिले पाकर हुए दुखी धनी 
Gol Gol Zindagi Dekho Rulaye Zindagi ko Money
Garib Bhi Behaal Mile Pakar Huye Dukhi Dhani

ज़िन्दगी में एक अनपढ़ लेता मिले देखो जी मजे
पढ़े लिखे ढोल के समान दीखते मिले बजे
Zindagi men ak Anpadh leta mile dekho ji Maje
Padhe Likhe Dhol ke Saman Dikhte Mile Baje

बजता हुआ बन गया बीन, भुला जीना जीवन
आज की हंसी ना देखे देखे जी कल का गम 
Bajata hua Ban Gaya Been Bhula Jeena Jivan
Aaj Ki Hansi Naa Dekhe Dekhe Ji kal ka Gam


देखे आनेवाला कल फ्यूचर की रहे चिंता
जल जाए उसके चिता जो सुन ले थोड़ी निंदा 
Dekhe Aanewala Kal Future ki rahe hai Chinta
Jal Jaye Uski Chita, Jo Sun Le thodi Ninda


अपनी निदा सुनना मानो अब बन गया पाप समान
दूसरों को ही देखने परखने में उसका लगा ज्ञान 
Apani Ninda Sunna Mano Ab ban Gaya Paap Saman
Dusaron ko hi Dekhane Parkhane men Uska laga Gyan

ज्ञान विज्ञानं से हो गई उसकी दूरी 
ज़िन्दगी में उलझ के जीना बन बैठी मजबूरी 
Gyan aur Vigyan Se Ho Gai uski Doori
Zindagi men Ulajah ke jeena Ban Baithi Majboori.


कवि -  लोकेश इन्दौरा  

Life Par Hindi Poems


जीवन एक खूबसूरत नगमा है। इसे आनंद के साथ जीना चाहिए। जीवन बार बार नहीं मिलने वाला है। हमारे जीवन का उद्देश्य सांसारिक वासनाओं में उलझकर जीवन के मूल उद्देश्य से भटकना नहीं है। 


जीवन चलायमान है। निरंतर गति शील है। आज आपके पास मनुष्य जीवन है। तो इसे ऐसे ही मत गंवाइए। यह आपका परम सौभाग्य है। आप इसे एक आनंद उत्सव में बदल दीजिए। हर दिन को अपने अंतिम दिन के समान जीना शुरू कर दें।  



अतः ये कवितायेँ यह प्रेरणा देती है। कि आप जीवन को जीना सीखें। जीवन आनंद का बहता झरना है आप आपका उसका आनंद लेना ना भूलें। 


शनिवार, 29 अगस्त 2020

Mehangai Par Hindi Poem - महंगाई पर कविता

 Mehangai Par Hindi Poem | Inflation Kavita - Yahan Par Prastut Kavitayen Mehangai Par Aadharit Hai. Jo Aapka Nischit Roop Se Manoranjan Karegi.



Mehangai Par Hindi Poem


MEHANGAI RE MEHANGAI
FAILI HO SARVATRA
FIR KYON NAA DETI DIKHAI
JAB DHUNDHE YATRA TATRA

TV MEN NAHIN BREKING NEWS
AKHBARON KE UDE DEKHO FYUZ
JANTA DEKH DEKH HAIRAAN
AAKHIR KISANE DABAYI INKI NEWS

KOI TO JANTA KO BATAYE
PETROL KYON AAG LAGAYE
ROJ MARRA KA SAMAAN BHI
DOOR SE KYON AANKH DIKHAYE

MADHYAMVARG HO RAHA BEHAAL
GARIB AUR BHI FATEHAAL
BEROJGARI MEN DOGALI CHAAL
AAKHIR AISE RAKHE SARKAR KHYAL


Inflation Kavita - Mehangai Se Trast


    MEHANGAI SE JANTA TRAST
DEKH RAJNEETI HO RAHI MAST

MASTI KE GOL GAPPE MEDIA KHILAYE
FALTU KHABARON SE SIR BHI PAKAYE

TAKI DIMAAG SE AAM MUDDA RAHE DOOR
AVASHY BIKAU JO CHHIPANE KO MAJBOOR

RAJNEETI KE SHOR MEN HO GAYA KHAMOSH
JANTA HAI SAHANE KI AADI FIR KISE DOSH

HOSH WALE DEKH LE RAHE SIRF TWIT KI CHUSKI
DEKH GARIBI LE RAHI IS RAVAIYE SE SISKI

AB RAJNEETI KA ARTHO LUT KHASOT VOTON KI
KYA PARVAH LOKTANTRA MEN AAM JAN KE NOTON KI

AB BAZAR GAYE TO MATLAB PAHUNCHE KHASAI KHANA
KATEGA JEB AATE DAAL SE LE ILAYACHI KA DANA DANA

VASTUON KA MULY POOCHA CHUP HO JAATI BADBOLI JUBAAN
KSAM KHATI DEKH AB NAA AAUNGI TERI DUKAAN

PAR BADHATI KIMATE DUKAN AUR DUKANDAR KE UPAR NAHIN
YAH TO ATAKE AYOGYA NETAON KE NIRNAY PAR KAHIN


KAVITA - MEHANGAI


MEHANGAI NAAM KI DAYAN LUT RAHI SANSAAR
NOCHNE KO JANTA KA MUNH NAKHUN HAI TAIYAAR

NAKHUN BANE ISKE DEKHO SARKARI TANTRA SE
JANTA BHAGANE MEN JUTI DESH BHAKT KE MANTRA SE


DESH BAKTI KE NAARE LAGAKAR BHI SAH RAHE DEKHO DANSH
LE RASHTRA PREM KA SAHARA RAJNEETI KARE PARPANCH

PRAPANCH DEKHO JANTA BHI DE SARKAR KA POORN SATH
KYONKI AAM KOI NAHIN SAB BANE RAJNITIK BISAAT


RAJNEETIK BISAT KA SADHAN MEDIA SANG AKHBAR
KHABARON KE NAM PR KR RAHE PAKSH VIPAKSH KA VYAPAR

KAR RAHE VYAPAR CELEBRITY PAR DETE DHYAN
AAM JAN KA AAM MUDDA HUA RASEELA PAAN

HUA RASEELA PAAN AB KHABAREN JO MAN KO BHAYE
KAUN SARKAR SE ULJHE KON VIPKSH KO JAGAYE

VIPAKSH KO JAGAYE ULTA SOCIAL MEDIA THAPAKI DE SULAYE
JANTA MEN KUCH KHUD CONGRESSI KUCH BHAJAPI KAH ITRAYE

ITRA RAHE SATH MEN PETROL SANG ANYA SAMAN
AAKHIR JANTA KI AUKAAT SE JYADA UNKA DAAM

HAI UNKA DAAM KYONKI SAB BANE HAWAON KE MAJDOOR
JIN YUVAON KO BOLNA THA LGA BAITHE KISI PARTY KA SINDOOR

AB LAGAYA SINDOOR TO CHUDIYAN PAHANNA SWABHAVIK
PARTY KI PRASHANSHA MEN RASHTRAVAD RAHA DEKHO BIK

RASHTRAWAD CHIPKA AB DEKHO NETAON KI PAHCHAN SE
DESH BHAKTI BHI NAA BACHA SAKE AB UNKO IS AGYAN SE


AGYANTA AISI DEKH NAA PA RAHE BEROJGARI MEHANGAI
BAS DEKH TV JISME SIRF RAJNEETIK LADAI


LADAI KI NAUTANKI AISI BGULA NETA DIKHE DESH HITESHI
SAB SHANTI SE YHI DEKHNE MEN BUSY TO JI MEHANGAI KAISE


Inflation is the big problem for a public. Every country want to reduce it but it is not easy task. It depends on internal plans and external affairs both. Opposition always goes to strike for inflation. But govt. keep it without notice. Some time government have economical benefits cause of inflation.




शनिवार, 25 जुलाई 2020

Raksha Bandhan Poetry in Hindi | 4 Rakhi Par Kavitayen

KAVITA - RAKSHA BANDHAN KA TYOHAR



RAKSHA BANDHAN KA TYOHAR
AAYA NAYA ROOP LE IS BAAR

BHAI KI KALAI SAJEGI
PREM PYAAR KI DHAAR BAHEGI

GHAR MEN HOGA SOUHARD KA SWAR
GALI GALI GANV GANV SHAHAR

AKSHAT ROLI SE HOGA TEEKA
PYAAR BILKUL BHI NAA HOGA FEEKA

MUNH MEETHA HOGA KHAKAR MISHTHAN
PREET RISHTON KO MILEGI NAI PAHCHAN


RAKSHA BANDHAN KAVITA 
HE RESHAM KE DHAAGE

HE REHSAM KE DHAAGE TU HAI BADA HI MUJHE PYARA
MERE BHRATA PREM KA TU HAI PYARA NAJARA

TO BAS MUJHE NARAJ MAT KARNA
MERE BHAI KI TU SADA RAKSHA KARNA

RAKSHA KARNA TU USKI HAR KADAM
CHAHE BURA SAMAY HO YAA TUFANI MAUSAM

SADA DENA TU USKA TAJIVAN SAATH 
ISI AAS SE BANDHUGI AAJ USKE HAATH


Kavita - Rakhi Teri Yaad Aai

Rakhi Teri Yaad Aai
Is Bhai Ki Saja de Kalai

Iske badale men luta tu pyaar
Bhai se anupam uphaar

Aur bahana ki jholi bhar de
Manorath saare poorn kar de

khushiyon se man gad gad ho jaaye
Preet Bahar men Vah kho Jaye

Rakhi bas tu itan kaam kar 
karta yah bahi tujhe pranaam

Enjoy & Share - Raksha Bandhan Wishes

KAVITA - RAKSHA BANDHAN KA SAMBANDH


RAKSHA KE LIYE BADA JAROORI HOTA PREM KA SAMBANDH
ATH KIYA HAI RISHTON NE RAKSHA BANDHAN KA PRABANDH


PRABANDH JISMEN RESHMI DHAAGA BANA PREM PRATIK
KAISE NIBHANA HAI ISKO BHAI NE BAHAN SE LIYA SEEKH

SEEKH LIYA PREM DHAAGE KA MOL KAIS HAI CHUKANA
KAISE JIVAN KI ANTIM SAANS TAK BHAI KA FARJ NIBHANA


NIBHANA AUR KHADE RAHANA, SATH BAHNA KE HAR KADAM
SARVASV JIVAN KA ARPAN JO MILA US IS JANAM

IS JANAM MEN PYARI BAHNA KABHI NAA  SAMJHE KHUD KO PARAI
RAKSHA KE IS PAVITRA SOOT NE AISI NAI RAAH DIKHAI

NAAI RAH DIKHAI BAANDH MITHAI TILAK KE SANG
RAKSHA KA DHAAGA HAR VARSH LEGA NAYA PREET KA RANG

Raksha Bandhan is a lovely festival that gives us a lot of happiness and love. It has its own beauty. Every sister ties a safety band on brother's hand which called Raksh Sutra. This festival is the symbol of love and affection. We should celebrate this day as pride of our culture.












बुधवार, 8 जुलाई 2020

Shadi Nimantran Patra Kavita | Marriage Invitation Card Poem in HIndi

YAH KAVITA NIMANTRAN PATRA PAR HASYA VYANG HAI
JO POET LOKESH INDOURA DWARA LIKHI GAI HAI




 kAVITA - NIMANTRAN PATRA

AB YAAD TO TUMHARI BAHUT AAYI

KI BULAYE TUMHE AUR KHANA KHILAYEN

PAR KAMBHAKHT SARKARI FARMAN BOLA

KAM BULAYEN AUR SOCIAL DISTANCING APNAYEN


AB MITRA AAP US TOP LIST MEN

AANE SE RAH GAYE JI THODA DOOR

AUR HAM JANAB THE AASHIQI MEN 

SHADI KARNE KO MAJBOOR


TO BHEJ NAA SAKE AAPKO NIMANTRAN

PAR HAAN HAI AAPKO HAMARA AAMANTRAN

JAB BHI WAQT MILE CHALE AANA

TOHFA NAA SAHI TO LIFAFA THAMA JANA


ISSE AAPKO KUCH SANTOSH MILEGA

SHADI MEN NAHIN BULAYA THODA KAM KHALEGA

NIMANTRAN SE BADA SARKARI FARMAAN LAGEGA

KYON NAA DE SAKE NIMANTRA PATA CHALEGA


This time is very diffcult to give invitation card all our friends and relatives. We have to create a selected list of relatives & friends. So fear remains in our heart that relatives will mind it. But we are helpless. This invitation letter poetry is written about compulsion of  friend in a funny way. So enjoy and don't forget to share it.







गुरुवार, 3 अक्टूबर 2019

Police Par Hasya Kavita - भारतीय पुलिस पर फनी पोएम

Yah Kavita Bhartiay Police par likhi gayi hai .Yah kavita ik prakar se police ke chaal charitra par Hasya vyang hai .


Police Par Hasya Kavita


Hathon men thaam ke lathi, topi pahan ke sir pe.
Aa gai desh ki police, dekho gaaz gire hai kis pe.

Gaaz giregi us par jo hoga bahut aam.
Sath hi charanon men gir padegi Jiska hoga naam.

Jisaka hota naam police ban Jati Usaki.
Gumnaam ke pas ho paisa to sun le uski bhi siski.

Siski, surksha aur apradh hetu police hoti.
Khud ke swarth pe jagaati, jaroorat pe hai soti.

Soti hui police ko sadharan ram jagaane gaya.
Kumbhkaran ki is bahan se naak katwa ke aa gaya.

Aaya aur chillaya, bachao police se bhagwan.
Galti se main samajh baitha, police ke andar hai insaan.

Police men insaan ki baat sunkar bhagwan jor se hansa.
Is insani raam ki murkhta par jor se do thappad jada.

Do thappad Jadkar, puchkara fir pyaar se.
bola deshbhakt nagarik bano, mat daro atyachar se.

atyachaar se bachane hetu dhan yaa naam kamao.
lage fir ho raha anyaay to nyaay ka daam badhao. 

Badhta daam sunkar police ke andar insaan Jagega.
Yadi police ko bura kaha to usaki hi najar lag jayegi.




About Police Poetry - 

Yah Hasya vyang kavita Bhartiya Police ke charitra par aik tarah ka kataksh hai .Iska uddeshya police ke andar milane wali buraiyon ko janta ke samante laakar unka manoranjan karna hai . Kavita padhane ke liye sabhi ko bahut bahut aabhaar. Read -  Shadi Par Hasya Kavita

Police Mein Sudhar ki bahut gunjaisha hai. Kyonki Police men bahut khamiyan hai. Read - Wedding Anniversary Wishes in Hindi




शनिवार, 21 सितंबर 2019

Shadi Par Hasya Kavita | Vivah Funny Poem

Yahan aapke samane shadi - vivah par hasya kavita prastut hai. Son Enjoy karen.

Shadi Par Hasya Kavita

Shadi Par Hasya Kavita


Kare aapki seva ik pyaari si naari.
seva ke badale aap uthayen jimmedari.

Jimmedari ke sath karen aap uska poshan.
aur vah jindagi bhar kare aapka soshan.

Soshan - poshan ke is rishte ka naam hai shaadi.
kahate jahan se shuru vahi se shuru barbadi.

barbaadi ke liye vaise tarike anek hain.
par vivah unmen sabse sarvshresht v nek hai.

Vivah Par Hasya Kavita

Nek itna ki banwana pade neckless.
Notbandi ke baad pahli stithi jab ghar hua cashless.

Cashless ke sath hi daudaye suhaag raat tak.
rat men bigadi aisi gat khabar dikhaya naa aaj tak.

aaj tak vivah se poorv dil naye naye taraane gata tha.
kabhi rani mukhrjee to kabhi aishwarya ka chehra sapane aata tha.

kabhi kabhi to bhootkaal ki sahpati balikayen bhi sapane men aati.
madhur sapane men madhur gaana gati 'tu diya main baati'

par baati ki jagah shadi kar jivan men agarbatti laga li.
gharwalon ne machis di, sasuraal walon ne sulga di.

jindagi ki har saans ab isaki khushboo se bharegi.
Din to jaise taise kat jayenge kintu raat naa kategi.

Katne ke bajaye bune aur udhede jayenge rishton ke dhaage.
jitna door jayenge utne hi aayenge bhaage bhaage.

is tarah tum banoge dada aur wife dadi.
ab inko samjhana kya bala hai shaadi.

Enjoy - Girlfriend Funny Quotes

Enjoy - Raksha Bandhan Congratulations







सोमवार, 10 जून 2019

Corruption Poem in Hindi : हास्य कविता भ्रष्टाचार

Corruption Poem in Hindi

देश में Corruption निरंतर बढ़ रहा है। आये दिन भ्रष्ट कर्मचारी, अफसर रिश्वत लेते हुए पकड़े जा रहे हैं। कुछ भ्रष्ट लोगों की वजह से समाज का वातावरण बहुत ही गन्दा हो गया हो। यह Hindi Poem इसी बढ़ते भ्रष्टाचार पर करारा व्यंग है। तो आनंद लें भ्रष्टाचार पर लिखी गयी इस हास्य कविता का।
Corruption Poem in Hindi

आपका इस कविता के बारे में क्या ख्याल है। आप इस कविता को कैसे देखते हैं। देश में भ्रष्टाचार कैसे मिटाया जा सकता है। क्या आपके पास कोई ऐसा सुझाव है जिससे भ्रष्टाचार नियंत्रित किया जा सके। कौनसे वो कठोर कदम हैं। जो सरकार को भ्रष्टाचार रोकने के लिए अपनाने चाहिए। Corruption देश को कैसे प्रभावित कर रहा है।  यह Hindi Poem आप में करप्शन के प्रति कैसे विचार लाती है। क्या यह भ्रष्ट मस्तिष्क पर कोई प्रभाव सकती है। 

पढ़े -  Hindi Funny Shayari



आपने कभी corruption  के प्रति  आवाज उठाई है। आपने भ्रष्टाचार का विरोध करने का कौनसा तरीका अपनाया। आप लगता है कि देश को corruption मुक्त बनाने में Hindi Poem , shayari , article जैसी साहित्य रचनाएँ विशेष योगदान दे सकती है। 






रविवार, 26 मई 2019

Berojgari Hasya Kavita - बेरोजगारी पर हास्य कविता


बेरोजगारी हास्य कविता 

देश आज बेरोजगारी बढाती जा रही है। उसी पर यह हास्य कविता है। 

बेरोजगारी हास्य कविता

Read - शादी की सालगिरह पर कविता
बेरोजगारी पर आधारित आपको यह हास्य कविता कैसी लगी। क्या आप भी बेरोजगारी से जूझ रहे हैं। आज बेरोजगारी देश की सबसे बड़ी समस्या है। देश की जनसंख्या के हिसाब से सरकार के लिए रोजगार उपलब्ध करना आसान नहीं है।

रोजगार के लिए आज युवा भटका रहा है किन्तु रोजगार पाना आसान नहीं हैं। दूसरी बड़ी बात यह है कि भारत में हर कोई सिर्फ सरकारी नौकरी के पीछे ही भाग रहा है। और हर किसी को सरकारी नौकरी पाना आसान नहीं होता है यह भी एक सच्चाई है। वैसे भी सरकारी नौकरी लिमिटेड है। 

Read below also





गुरुवार, 9 मई 2019

हिंदी हास्य कविता - हैप्पी बर्थडे टू यू | Happy Birthday Poetry


जन्मदिन एक को लोग एक उत्सव के रूप में मानते है कहीं प्रकार की मनोरंजक गतिविधिया वो रखते है। उसी पर आधारित यह हास्य हैप्पी बर्थडे पर कविता है।

हैप्पी बर्थडे कविता


जन्मदिन का तोहफा 
करो जी कबूल 
वरना देखो हम 
जायेंगे आपको भूल 
जन्मदिन का उत्सव 
ना जाये फ़िज़ूल 
शूलों को भी बना जाये 
आपके जीवन में फूल

हैप्पी बर्थडे के बारे में - 
आपको यह कविता कैसी लगी। आप अपना जन्मदिन कैसे मनाते है। अपने विचार हमसे शेयर करें। क्या आप भी जन्मदिन का इन्तजार करते है। वो कौनसा आपका दोस्त था। जिसका जन्मदिन सेलिब्रेशन आपको सबसे अच्छा लगा। आप की क्या उम्र है। और आप जन्मदिन क्यों मनाते है। हर वो विचार जो आप हमसे शेयर कर सकते है शेयर अवश्य करें। 








शनिवार, 20 अप्रैल 2019

Narendra Modi Election Poetry | नरेंद्र मोदी की चुनावी कविता

नरेंद्र मोदी कविता 


इस चुनाव में प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी की लहर फिर से दिखाई दे रही है और उसी को लेकर यह कविता है. मोदी जी का जादू फिर लौट आया है। कश्मीर से लेकर कन्या कुमारी तक हर कोई नरेंद्र मोदी जी से प्रभावित है और इसी प्रभाव के कारण मोदी जी इस चुनाव के सबसे प्रभल प्रधानमंत्री दावेदार हैं। दूर दूर तक नरेंद्र मोदी से मुकाबला करेने की क्षमता किसी भी विपक्ष के नेता में दिखाई नहीं दे रही है। 


लोगों में उनका प्रेम देखते ही बनता है। विपक्षी पार्टियों की रैलियों में भी मोदी मोदी के नारे लग रहे जो कि कांग्रेस सहित सभी विपक्षी पार्टियों को चिंता में डाल रहा है। भले ही विपक्ष ने महागठबंधन बना लिया हो फिर भी इस चुनाव में अभी तक मोदी का पलड़ा भारी लग रहा है।